रविवार, 15 नवंबर 2009

ghar

jinhe dhundati hai nazarein ye vo manzar nahi hai,

naa humsafar naa humraah koi ye vo raah-e-safar nahi hai,

maine to khwaab dekha tha gulistaan me ashiyaan ka,

har taraf bikhari hai yahaan laashein ye vo ghar nahi hai.

prashant

1 टिप्पणी:

  1. ghar ke chilman ke ujad jane se ghar ki tamir khatam nahi hoti,apno ke bhichad jane se jivan khatam nahi hoti, kuwat ho mahal tamir karne ki to u ankho me askh nahi hoti, jindagi ke safar me jaroori hai ki humrahi ho, humrahi ke na rahne se kya safar puri nahi hoti.
    ghar ki duswario ko sahna sikho, ujade hua hi sahi ghar ko apna kahna sikho.

    जवाब देंहटाएं